wo bewafa bhi nahi h aur itna majboor bhi nahi
main aaj tak nahi samjhi wo inshan kaisa ka h
ek baar sochta hun ki chhupalu sab kuchh
pr usse hi chhupale to ab bataye kis ko
juban pr ishe se jayada aur kya kahar barpega
aaj hum teri baat tujhse bhi nahi kar sakte
शुक्रवार, 10 अप्रैल 2009
बुधवार, 8 अप्रैल 2009
jawab me meri hasarto ke
jawab me meri hasarto ke usne,
purje lota diye mere khat ke mujhe
teri tareef me jo kaha sab jhoot kaha,
tujhe bayan krun wo alfaj bane hi nahi
gum ki ku me mera ghar h aur wo kahte h ki tujhe gum ka pata nahi,
chalo ye to maloom hua ki aaj bhi unhe mere ghar ka pata nahi
dil to hamara lakh karta h ki khafa ho jayen,
magar tujh me manane ka hoonar bhi nahi
purje lota diye mere khat ke mujhe
teri tareef me jo kaha sab jhoot kaha,
tujhe bayan krun wo alfaj bane hi nahi
gum ki ku me mera ghar h aur wo kahte h ki tujhe gum ka pata nahi,
chalo ye to maloom hua ki aaj bhi unhe mere ghar ka pata nahi
dil to hamara lakh karta h ki khafa ho jayen,
magar tujh me manane ka hoonar bhi nahi
मंगलवार, 7 अप्रैल 2009
Main shayar to nahi........
wafa tun bhi karegi ye mumkin to h,
bewafa ab tera aitbaar magar kon kare
bewafa ab tera aitbaar magar kon kare
सोमवार, 6 अप्रैल 2009
सदस्यता लें
संदेश (Atom)