रविवार, 9 मई 2010

hum ne eshi bhi ki galtiyan ki maaf na ho
usne har bar ye hi jataya, hum ne kuchh nahi kiya 12/20/08 love


mujhe ye to hisab h ki pani me to hun
kitna gahra h dariyan machliyan nahi janti 12/20/08 love


jab se samjha h use bewafa maine
wo bhi wafa k mane jan gaya.... 12/20/08 love


wo aaj kayamat ki tarah mila
pr tabah bhi nahi kr paya mujhe

agar mujhse pyar nahi h use to e sab

mujhe kisi k sath dekh kr wo chand jalta kyun h 12/20/08 love


chhupaoge ab kya kya adae.....
tum nahi to tumhari aakhe hamse wafa karti h
fareb ka kuchh aisha h alam jahan me
har such ko such dekhne me bhi dar lagta h
wo kahta h ki bahut viswash h mujh pr
sach ye h ki kuchh bhi tute to fir bahut nahi hota

कोई टिप्पणी नहीं: