kabhi sochta hun ki tu bewafa h tujhse pyar na karun
kabhi sochta hun tun pyar h mujhe pr majbur h bahut
wo aayi aur jara sa chhu k gujar gayi
us hawa ko mere dil ka khyal bhi nahi aaya
bas ye nazariya h jo badla h
warna na main badli hun naa tu badla h
tumne padliya to mera kalam kaam aaya
duniyan ke liye likhta hi kon h
main bahut chup rahi k kuchh nahi kahungi
is kalam ne wo har ek baat tujhe kah hi di
mera makan h us kuche me
agar gujro to aab o hawa dekh lena
agar tun samne h to tujhe dekhti hun ek
jab to door h hr jarre me dikhta h..........
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें