hr jhoke se dard ka ahshash ho raha h
tune jakham kis andaj se de dala
bewafa ka sath ya pyar se ruswai
kon sa dardil h jyada main kasmkas me hun
love.......... 12/29/08 love
suna h ki dard hoga bahut pr maza bhi aayega
ye bhoolne bhoolane ka khel kyon n ek baar aajma hi liya jaye
bewafa hi sahi pr mere sath to h
gar chhod diya maine to wo bhi kho jayega
chalo ek aur jokhim lete h jindagi me
ab ushe bhool ke dekhte h
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें