wo mere sath h magar mera to nahi
juda ho jau warna jee nahi paunga
tum ab meri kafan ka,kabr ka intzam kro
ki humne apni maut ka intzam kr liya
irade to bahut uthata hun magar
kabhi dil nahi kiya, kabhi yaad nahi raha 12/29/08 love
main soch raha hun ki tujhe ab bhula hi dun
main ab hr buri aadat chhod raha hun
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें