isse pahle ki wo ek aur ahsan kre mujh pr
main apne gum ka soda khud hi tay kr lun to sahi h
jo bhi mila mujhe aankh me pani le kr, dhokha hua
hr ek ne mere jakhmo ko jee bhar k hawa di
isse pahle ki bewafai ka kissa aam ho jaye
kyun n hum akele hi badnam ho jaye
jo marham lagate the dushron k jakhmo pr
khud jab ghayal hue to dekha na gaya
tujhe bhoolna mana ki aashan nahi h
aaj tak jo kaam kiya h mushkil hi kiya
love...........
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें